Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics – Dileep Thandar

Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics (Jeena Sirf Mere Liye) By Dileep Thandar & Tanishka Is Recently Released Hindi Song Is Featuring Dileep Thandar & Tanishka. The Music Has Composed By Dileep Thandar While Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics Are Written By Dileep Thandar. This Song Officially Released On Dileep Thandar Official Label Youtube Channel.

Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics

Ye Din Ye Mahine Saal
Guzar Jayenge Mere Yaar
Magar Itna Rakhna Khayal

Jeena Sirf Mere Liye
Jeena Sirf Mere Liye
Kasam Se Jeena Sirf Mere Liya
Jeena Sirf Mere Liya

Ab Kabhi Na Kam Ho Bekraari Apni
Yun Hi Badhti Jaye Ye Khumari Apni

Mujhko Dhadkano Mein Tum Chupa Ke Rakhna
Chahto Ko Dil Se Tum Lagake Rakhna

Mohabbat Mein Sara Jahaan
Kare Chahe Laaakhon Sawaal
Magar Itna Rakhna Khayal

Jeena Sirf Mere Liye
Jeena Sirf Mere Liye
Kasam Se Jeena Sirf Mere Liya
Jeena Sirf Mere Liya

Bas Teri Hi Aas Mujhko
Teri Hi Talaash Mujhko
Saathi Tu Na Jaane
Samjha Ke Me Haar Jau
Meri Koi Baat Dil Na Maane
Dil Na Maane

Baagan Me Jab Mor Bole
Aaja Maahi Aaja Maahi
Manwa Chit Chor Bole
Aaja Maahi Aaja Maahi

Ho Purwaiya Behti Hai
Aayega Yaar Muhse Kehti Hai
Ho Purwaiya Behti Hai
Aayega Yaar Muhse Kehti Hai

Aaja Maahi Aaja Maahi
Aaja Maahi Aaja Maahi
Aaja Maahi Aaja Maahi
Aaja Maahi Aaja Maahi

Ja Sajni Tujhko Bhula Diya
Ja Sajni Tujhko Bhula Diya
Vada Kiya Hasane Ka Mujhko Rula Diya
Ja Sajni Tujhko Bhula Diya
Ja Sajni Tujhko Bhula Diya

Hum Unse Mohabbat Karke
Din Raat Sanam Rote
Meri Neend Gayi Mera Chain Gaya
Aur Chain Se Wo Sote Hai

Pehli Pehli Baar Ye Chahat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mai Aaye Me Kya Karu
Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mai Aaye Me Kya Karu
Kuch Na Samajh Mai Aaye Me Kya Karu

Tu Jub Jub Mujhko Pukaare
Me Dori Aau Dariya Kinaare
Harpal Tera Rasta Nihare
Dil Lage Nahi Tere Bina Re

Mujhe Seene Se Lagale
Mujhe Apna Bana Le
Mere Bhole Saathiya
Tujhe Dil De Diya
Mera Dil Le Liya
Tujhe Dil De Diya
Mera Dil Le Liya

Haare Haare Haare Hum To Dil Se Haare
Haare Haare Haare Hum To Dil Se Haare

Tum Na Samjho Tumhara Muqadar Hu Me
Mein Samajhta Hu Tum Meri Taqdeer Ho

Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo
Mai Tumhe Dekhkar Geet Gaati Rahu
Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo
Mai Tumhe Dekhkar Geet Gaati Rahu

Maine Khwabon Me Tarasa Jise
Tum Wahi Sangmar Ki Tasvir Ho
Maine Khwabon Me Tarasa Jise
Tum Wahi Sangmar Ki Tasvir Ho

Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo
Mai Tumhe Dekhkar Geet Gaati Rahu
Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo
Mai Tumhe Dekhkar Geet Gaati Rahu.

Jeena Sirf Mere Liye Song Credits

SongJeena Sirf Mere Liye
SingerDileep Thandar & Tanishka
FeaturingDileep Thandar & Tanishka
MusicDileep Thandar
LyricsDileep Thandar
LableDileep Thandar Official

LyricsNIC FAQs

1. Who are the main stars of “Jeena Sirf Mere Liye”?
“Jeena Sirf Mere Liye” stars Dileep Thandar & Tanishka in the lead roles.

2. Who is the singer of the songs in “Jeena Sirf Mere Liye”?
The singer for the songs in “Jeena Sirf Mere Liye” is Dileep Thandar & Tanishka.

3. Who composed and produced the music for “Jeena Sirf Mere Liye“?
The music for
Jeena Sirf Mere Liye” is composed and produced by Dileep Thandar.

4. Who wrote the lyrics for the songs in “Jeena Sirf Mere Liye”?
The lyrics for the songs in “Jeena Sirf Mere Liye” are penned by Dileep Thandar.

5. Who directed the film “Jeena Sirf Mere Liye”?
“Jeena Sirf Mere Liye” is directed by Dileep Thandar.

“Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics” is a beautiful love song that perfectly encapsulates the emotions of devotion and togetherness.

The music of “Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics”, composed by Dileep Thandar, is a perfect blend of soothing melodies and modern beats.

The lyrics of “Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics”, penned by Dileep Thandar, are the soul of this track.

The visuals of “Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics”, featuring Dileep Thandar and Tanishka, elevate the song’s appeal.

“Mujhko Dhadkano Me Tum Chupake Rakhna Lyrics” is more than just a song; it’s an expression of love that touches the heart.

Scroll to Top